Showing posts with label jin-ko-dekhna. Show all posts
Showing posts with label jin-ko-dekhna. Show all posts

Friday, April 11, 2014

What is Atma ? In hindi



Atma kiya hoti hye? what is Atma?

Meaning of Atma in urdu “Ruh”. Atma ek Hindi language ka word ha is ka Urdu me meaning jaise k humne bataya Ruh hota ha Ruh or Atma insan ke jism me paye jani ali who jaan jo nazar nahi aati but hoti ha and jab wo ruh or Atma or jaan nikal jati ha to insan ki body death ho jaati ha I mean Insan mar jata ha yani RUH or ATMA admi aurat bachcho har kisi jandar me pai jane wali JAAN ko kehte ha.
Ab question ye ha ke atma hoti ha to is ka normal answer to ye ke her insan me hoti ha but agar Atma ka matlab ye lya jaye ke aatma koi bhoot hoti ha ya atma kisi ko dikhai deti ha ya kisi ko mar sakti ha to is ka answer no yani nahi Atma ka matlab ye nahi ko wo koi bhoot ha ya logo ko dra sakti ha.
Islamic concept ki agar bat ki jaye to Atma yani Ruh jab insan mar jata ha to ye Ruh and Atma Allah ke pas yani apne Mlik ke pas I mean apne creator ke pas chale jati ha aur Atma or Ruh tab tak apne malik ke pas rahe gi jab tak ki qyamat na aajaye Qyamat yani last day of world. Jab duniya and pura world destroy ho jaye ga tab tama insano ki atma ruh apne malik ke pas hazir ki jayegi and un ka hisab-kitab hoga bure logo ke sath unki burai ka anjam and bhel aur nek logo ke sath unki nake ke anjam ke tor se jannat and jahnnam I mean nark or suwarg diya jayega.
Isi tarha other religion me bhi atma ko lekar apne apne consept ha jo research ka topic ho sakte ha.

Friday, November 29, 2013

Learn English in this post

Learn English in this post

(Read and find mistake and learn.)

Dress

Sentence Yes, dress related sentence for you:-
He was wearing in a silk kurta. My clothes have gone to the lundry.
This Cloth is 10 rupees a meter. This cloth is very warm. 
Indian woman usually wear sarees. I will come after changing my dress.
Nowadays the youth wear clothes of the latest fashion. 

Person Sentence

Yes, Person related Sentence for you :-
What is your name?, Introduce yourself ?
I have just completed thirty. He has black hair. but if hair is white "He has grey hair." is right.
Do you have a joint family? Yes, How many sisters do you have? etc.
Animals Sentecne
Yes, animal related sentence for you : - Which animal has horns ? is Cow ? yes Cow. Which animal gives as wool? The sheep. yes sheep.

Health Sentence

Yes, Health related Sentence for you: -
I am worried about my mother health. he is an ear specialist. He is run down in health. He is blind in one eye. He has heart trouble. can you read the thermometer? 
Study Sentence
yes, Study Related Sentence :-
Which blog in English have you read?
I read  a very interesting blog last night.
I am too tired to attend the class. He is weak in English.
I read a very interesting blog on the topic Jinkiya he.
We have completed our studies. Either you beg his pardon, or pay the fine. she has been absent since Sunday.

Saturday, September 21, 2013

Kiya insan Jinnat ko dekh sakta he in urdu in hindi



kiya jinn insano ko dikhai dete he ?

Aam torse insan jino ko nahi dekh sakta he. Sirf chand log jo kisi kahs ilm our qudrati torse jino ko dekhne ki takat rakhte hon.
Ek sahih hdis munad Ahmad wa Abudaud me sanad ke sath riwyat he “agar tum raat ko gadhe ya kutte ki awaz suno to allah ke zariye shaitatn se panah mango is liye ke gadhe aur kutte aisi cheeze dekhte hain jinhe tum nahi dekhsakte.”
Is baat se ye bat sabit ho jati he ke kuch janwar jese gadhe aur kutte jino ko dekh sakte hain.
Since ne is baat ki bhi tahqiq ki he ke kai jandar janwar aise he ke wo chize jo aam insan nahi dekh sakta wo bhi dekh lete hain.
Is ke alawa ek aur hadis jo Ayatl Kursi ki fazilat me ati he. Jis ka mafhoom kuch istarha ke ek jagah ek mal dolat rakhi hui thi jiski chori karne ek shaks aya un sahabi ne jo mal ki hifazat karrhae the us ko pkad liya to usne badi majboori btai aur ainda choti na krne ka wada kr ke chala gaya. Doosre din allha ke rasool ne un sahabi se pooch ke kal raat tumare qidi ka kiya hua? To un sahbi ne btaya ke aisa aisa ho aur usne wada kiya he ke ab chori nahi krega is baat par muhammad s.a.w.s. ne farmaya ke wo jhota he…….ye hadis ek poor aur lambi hadis he maine yahan is hadis ka mafhoom byan kiya he poori hadis ke liye hadis ki kitabe dekhen.
Garaz ye ke is hadis se jo baat samne aati he ke kuch log insano me se aise bhi hote he jo kisi aise jin ko jo insano ke bhes me roop agar samne ajaye to use dekhlete hain.