Showing posts with label chudel. Show all posts
Showing posts with label chudel. Show all posts

Sunday, June 8, 2014

Bhoot Chudail aur jinn jinnat in Hindi In Urdu new post

Bhoot Chudail aur jinn jinnat in Hindi In Urdu new post

This blog about Bhoot chudail and Jinn innat. Normal language me Bhoot and Chudail word ka use zyada kya jata ha. many people in bato par believe nahi karte is ka ak bada reason yeah ha keh Bhut chudail ke bare me logo ne yeah bat jodh rakhi ha ke jo log mar jate hain un ki atma bhatakti ha and Aurat ki atma ko chudail and mard ki atma ko bhoot kaha jata ha. But I think it is wrong matlab yeah keh yeha bat galat ha actual me Bhut chudail ki apna different world (alag Duniya) hota ha. but don’t worry in ki taqat se insano ko human ko darne ki zarurat nahi ha.
Arabic language and Urdu language me Bhoot and Chudail ko jinn or jinnat kaha ja sakta ha. jinn aur jinnat me mard and aurat it mean woman jinn (chudail) and  man jinn (boot) dono hote ha. But yeah bat achchi tarha samaj lijye ke yeah man and woman I mean insano ki Atma (Ruh) nahi hoti ha in ki apni Duniya and family hoti ha.
Agar bhoot chudail I mean jinn jinnat kis insan ko (woman and man) ko pareshan kare lag jaye to is ka ilaaj expert Alim kar sakte ha it is not impossible problem, but aksar yeah problem mind problem hoti ha matlab yeah keh aksar loog zyada bhut pret ki bate karne ki wajah se is type ki problem ko mehsoos karne lagte ha actual me aisa easy nahi hota so confident rahe. Agar koi bhut chudail se aap ko draye to dare nahi. Yeah jinn jinnat ka world alag hota ha jo easy tariqe se man woman ko pareshan nahi kar sakte. Human mind is more powerful vs. jinn (bhut).

Sunday, May 11, 2014

Kya jadu hota ha? is magic really? Ilaaj In Hindi In Urdu

Kya jadu hota ha? is magic really? Ilaaj In Hindi In Urdu 

Magic jise Urdu Hindi me Jadu kehte ha Arabic language me ise “Sahar” kaha jata ha. Agar aap ka question ye ha k kya jadoo hota ha to yes Jadu Hota ha it mean magic real me hota ha. But don’t worry aisa nahi ha k is jaadu se dara jaye. World me takriban her ek chiz ka Tod (treatment) paya jata ha Jadu ka bhi tod, Treatment hota he. But is bat ko bhi mind me rakhe ke some people is ko true nahi mante.

Friday, April 11, 2014

What is Atma ? In hindi



Atma kiya hoti hye? what is Atma?

Meaning of Atma in urdu “Ruh”. Atma ek Hindi language ka word ha is ka Urdu me meaning jaise k humne bataya Ruh hota ha Ruh or Atma insan ke jism me paye jani ali who jaan jo nazar nahi aati but hoti ha and jab wo ruh or Atma or jaan nikal jati ha to insan ki body death ho jaati ha I mean Insan mar jata ha yani RUH or ATMA admi aurat bachcho har kisi jandar me pai jane wali JAAN ko kehte ha.
Ab question ye ha ke atma hoti ha to is ka normal answer to ye ke her insan me hoti ha but agar Atma ka matlab ye lya jaye ke aatma koi bhoot hoti ha ya atma kisi ko dikhai deti ha ya kisi ko mar sakti ha to is ka answer no yani nahi Atma ka matlab ye nahi ko wo koi bhoot ha ya logo ko dra sakti ha.
Islamic concept ki agar bat ki jaye to Atma yani Ruh jab insan mar jata ha to ye Ruh and Atma Allah ke pas yani apne Mlik ke pas I mean apne creator ke pas chale jati ha aur Atma or Ruh tab tak apne malik ke pas rahe gi jab tak ki qyamat na aajaye Qyamat yani last day of world. Jab duniya and pura world destroy ho jaye ga tab tama insano ki atma ruh apne malik ke pas hazir ki jayegi and un ka hisab-kitab hoga bure logo ke sath unki burai ka anjam and bhel aur nek logo ke sath unki nake ke anjam ke tor se jannat and jahnnam I mean nark or suwarg diya jayega.
Isi tarha other religion me bhi atma ko lekar apne apne consept ha jo research ka topic ho sakte ha.

Friday, September 27, 2013

What is witch or hag? (kya chudail hoti ha)

What ir witch or hag? (kya chudail hoti ha)


Witch or hag :- Chodel ke bare me aksar kahani Qisse mashoor he. swal ye he ke kiya chodel hoti he ?
Humne aap ko iss blog me pehle btaya he ke bhoot ke naam se jo baat logo me mani jati he wo hakikat me bhoot nahi balke jinn hote he jiska quran me likha he. aur jobhi insan, viyakti, sahks ya aurat mar jati he ya mardali jati he murder kardiya jata he ya jala di jati he ya dafan kar dijati he sab ke sab ka jism, shareer khtam ho jata he aur ruh yani atma allah ke pass chle jati he yani uske malik ke paas jisne use paida kiya tha. Aur phir malik yani Rab us insan mard ya aurat ke achche bure amal ka faisal kar ke use qyamat me jannat ya phir dozakh me dalega. Lakin duniya me jo ese waqiye, ghatnaye samne ati he jisme bhoot ya chudel ki baat ho to asal me ye choodail jinni yani jinn aurat hoti he.
Hadis me toilet, bathroom jane ki dua btai gai he wo kuch istarha he “allahumma inni aauzubika minalkhubusi walkhbais” iska tarjuma is tarha he ke :- ya allah, me jinno aur jinniyon (jin aurat) se bachaw ke liye teri panah me ata hun.” Is dua se pata chalta he ke jinn me aurat aur mard yani nar aur mada dono payejate he. aur mada jinn ko hi log chudel kehte he.

jin ladki bhi hoti hai ?

What is Hag : - Matlab ye ke chudel female jinn he. lakin ye baat achchi tarha samjhle ke chudel wo nahi he ke koi aurat mardi gai ho aur uski atma ya ruh boot bangai ho aisa nahi hota he agr aisa hot to duniya me phir murder ke badle police ko pakdne ki zaroorat nahi hoti har marne wala apna hisab barab kardeta.
{evil spirit ghost spook Boggard in hindi woman evil, witch hag hellcat, hag harridan, nigh hag)