Monday, July 29, 2013

kya jinnat yani jin dikhai dete hain?

jinnat ka dikhna asan baat nahi he.
kal mere ek milne wale ne mujahe bulaya aur mujhe bataya ke ek ghar me jin he jo ek baba ne unke ghar walon ko dikha ya.
unhone bataya ke un baba ne ek kor kaghaz ko jalti mom batti par rakha to usmese achanak ek nam likha hua aya.
aisi bhut si bate unhone mujhe batai aur allah ka shukar he ke mujhe samajh me agaya ke kaise us baba ne inko bewakuf banaya.
kore kaghaz par agar doodh se koi nam likha jai phir use aag par halka sa garam kiya jaiye to wo likhawat ubhar aati he.
aise kai jadoi bate baba log seekh kar bhole bhale logon ko bewkuf banate hain.

Friday, July 19, 2013

jinnat ki haqeeqat kya hai

jinnat ke bare me sahi jankari ke liye aap ko sahi hadis ka mutalea karna chaiye.