In the name of Allah
jin our jinat ke bare mai logo ke beech kai bate mashhor hain. is blog ke zrey meri koshish hogi ke jinnat ke talluq se sahi bate jo islam ke nazrye se bilkul theek ho pesh ki jay.
is silsile main ap hazrat ki ray chahye.
Quran our hadis ki roshni main ham ye achchi trarh samjhle ki allah ne kai makhlooq bnai he yani anginat jaandaar cheeze jo dunya bhar mai pai jati hain.
jin ek arbi word he jis ka meaning hota he woh cheez jo dikhai na deti ho. jinnat jin ka plural he yani ek ke lye jin our zyada ke liy jinnat word ka istemal kiya jata hai.
aj ke is dor men logo ko in bato par yqeen nahi hota lekin islam is taalluq se bilkul saf nazrya pesh karta he jo Andhwishwas se dor he. jise samjahne ki zroorat he.
- kya bhoot hote hain?
bhot ke bare me islam saf inkar kar ta he. yani is baat se ki kisi insan ki maut ke bad us ki rooh bhatakti ho. ye baat srasr galt he. asal me is tarha ke mamle jin se jode hote hain jinhe ko log bhot samjh lete hain.
{ghost, spook, specter goblin, evil spirit devil dev atma ruh}
maine dekha tha ek bujrugne youtube per kaha tha ki bhut v hote hain bhut oh hote hain jiski ruh vatakta hain oh insan ko darwata hain, kya yeh jhut hain
ReplyDeleteagar koi ye kehta he ke kisi insan ke marne ke bad uski ruh duniya me bhatakti ya vatakti he our use bhut mana jata he to ye galat he. is tarha bhut nahi hote hain. asal me islam ke mutabiq bhut nahi hote blaki jin hote he jo logo ko dikhai nahi dete hain jinko kuch log murdu ki ruh samjh lete he our unhe bhut kehte he jo ki jhut baat he.
ReplyDeleteTo kya jin un rooh ka kya karte he rooh ka kya hota he
ReplyDeletemarne ke bad ruh ko farishte allah ke hukm se allah ke pas le jate hain phir allah unke bure ya nek hone ke mutabiq unko ek kahs jaga kayamt tak ke liye chord dete hai. ye phir duniaya me nahi ati.
ReplyDeleteKia ap muji koi amal de sakty ho jes sa main jin kaboo kar sako jo mera or dosro ka kam kar sako
ReplyDeleteAgar ap ki pass koi amal hai to plz muji bataoo q k main ni bahut chely katy par kamyab nahi howa plz mere kamyabe main madad karo mera contact no ye hai 0097333345673
ReplyDeleteDear, aisa kuch nahi hota aur agar hota he to aasani se nahi hota aur agar aisa hota bhi he to aisa nahi kanra cahiye. islami talim ke mutabiq is tarha ke amal hme hadis aur quran me nahi milte he.
ReplyDeletejinn kaboo karna hai toh 40 din tak roj rat ko 10 ke baad quraan mein diya (para 72 padho surah al jinn) 6 baar padhte raho or b bhot kuch h bt bta nai sakta 200 percent jinn aajayega....bt isme jaan jane ka khatra b hota hai.... toh salah mano or jinn jinnat se door he raho... king
ReplyDeletemujhe jinn bulana b aata hai or bhagana bhi aata hai....quraan se leke har dharm ki kitaab padhi hai....toh yaksh, pisach,dakini, jinn, fariste sb janta hun par khud amal nai karta.....ye galat hawayein hoti hai...inko hum bus mein toh kar sakte par kuch time tak....kaboo se bahar hone par jaan se b maar deta hai....isse better h. ayatul ul kursi padho....quraan mein hai.. .or jinn ke bare mein surah al jinn me sab likha padh sakte ho....waise m hindu hun par mujhe shauk hai ye sab padhne ka...
ReplyDeletequeries
singhinderjeet918@gmail.com par send karein....gyaan ke hisaab se sb madad ki jayegi.....
muzhe meri ammi se milna he wo is duniya me nahi he kya me mil sakta hu
ReplyDeleteSarfraz mere pyare bhai aap neki kro Malik ne chaha to jannat me mulakaat ho jayege ....
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteSalfraz bhai aap neki kro malik ne chaha to jannat me mulakaat hoge
ReplyDeleteagar ghar me jinn hain to uska pata kaise lagaye ...ki ghar me jinn ya koi aur bala hain ...mera baby miscarriages ho gya tha oct -2015...mujhe kabhi kabhi dar feel hua per utna nahi ..jitna meri wife ko hota hain ...use aisa lagta hain jaise koi uske piche chal raha hain ..ya kano me puk raha hain ..raat ko proper tarike se soti nahi hain..maine ek aunty ko dikhaya tha use aaram hua per ..ghar me aisa lagta hain kuch hain per only 1st floor lagta hain ..ground per kuch nahi feel hota hain ....aap logo ki help ki aawsakta hain ..kur aalim aur bhagat jo bhut pret utarte hain wo 15000 hazar mang rahe hain jo abhi filhal itne nahi hain .need your help
ReplyDeleteAm sam from allahabad
ReplyDeleteMaine is baat per bachpan se yaqeen krta hu ki jin ki apni duniya h jaise acche jin hote h waise bure jin v hote honge but i know jin hm logo ko nuksaan nhi phuchate bure jin hm logo ko draate kyu h or wo hm logo ko itna mentelly disturb kr dete h ki hm log pagal ho jaate h pr hm inse ladh to skte nhi h lekin bachne ka koyi to tareeka hoga..... Logo ka manna h paak saaf rho per paak saaf rhna ya na rhna jin pe iska kya asar hoga and kya taaweezo me wo power rhti h jo hme save kr ske?
کیا جنا ت اور جانوروں میں روح ہے؟ جےسے انسا نوں میں ہے؟
ReplyDelete