Tuesday, March 19, 2013

kya bhoot hote hain ?

bhoot ka matalb hota hai guzrahua. aam tor se bhoot ka matalab ye mana jata hai agar koi achanak ya hadse ki mout mar gya ho to uski ruh yani aatma bhatak ti hai. jise bhoot kaha jata hai. laikn haqeeqt me ye baat galat hai.
quran our hadees ki study se pata chalta hai. ke insan kisi bhi halat me mare uski ruh allah ke hukm se qabz kar li jati hai matalb ye ki uski aatma ya ruh bhatakti phirti nahi hai.

phir aakhir kai logon ke satah ajeebo ghareb harkate kun hoti hai?
drasl bhoot to nahi hote hain. lakin dunya me allah ne kai tarha ki makhlooq yani prjati banai he jaise machli jo pani me rehti hai, parinde jo hawa me tarte hai, shair, sanp, our insan isi tarha ek makhloq our hai jo dikhai nahi deti hai use jin kehte hain. ye jab kisi tarha ki harkat insano ke sath karte hain to insan ye samjhte hain ke ye bhoot hain jab ke ye bhoot nahi hot yani ye kisi mare huye insan ki ruh nahi hoti balke ye to jin hote hain.

2 comments:

  1. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  2. Jis Kisi Ko B Ghost Se Dar Lgta H... This Is My Whatsapp no. 8059428582 m solution bta dunga. . n ap mujhe Facebook pe b Search kr skte h Sidharthtanwar22@gmail.com

    ReplyDelete