Tuesday, March 19, 2013

bhoot jin bhgane ka tariqa urdu hinidi me islam me

wese hum aap ko bata chuke hain ke bhoot nahi hote hain lakin jin hote hai. agar kisi insan ko jin lag jaye yani wo aise waisi harkate kare jis se ye lage ke uske jism par kisi ka cantrol ho gya hai to phir uske ilaj ke kafi dikkat ka samna karna padta hai.
jin ko bhagane ke liye sabse pehla tariqa hai safai suthrai se rehna. pak saf rehne se is tarha ke masale khade nahi hote hain.
doosra tariqa ye hai ke kasrat se 4 cul yan sura ikhlas surah kafiroon surah falaq our surah naas padh kar hathop par phook kar hath apne jsim par phere.
surah baqrah ka akhri ruku ki tilawat jis ghar me hoti hai us ghar me 40 roz tak jin nahi ate hai.
jino ko nikalne ke ilaj me shirkiya ilaj se bache.

quran ki tilawat roazana kare.
agar achanak se kisi par jin ka asar zyad hojaye to zoor se us ke kaan me aazan de inshallah faida hoga.
jazakallah

4 comments:

  1. Thank YOU .............

    ReplyDelete
  2. If you have any ghost problem then call us at 09903334362. We will try to help you.

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete