Sunday, May 11, 2014

Kya jadu hota ha? is magic really? Ilaaj In Hindi In Urdu

Kya jadu hota ha? is magic really? Ilaaj In Hindi In Urdu 

Magic jise Urdu Hindi me Jadu kehte ha Arabic language me ise “Sahar” kaha jata ha. Agar aap ka question ye ha k kya jadoo hota ha to yes Jadu Hota ha it mean magic real me hota ha. But don’t worry aisa nahi ha k is jaadu se dara jaye. World me takriban her ek chiz ka Tod (treatment) paya jata ha Jadu ka bhi tod, Treatment hota he. But is bat ko bhi mind me rakhe ke some people is ko true nahi mante.



Magic ke bare me her religion me kuch na kuch paya jata ha Quran ki Surah Al-Baqra ayat-102 and Surah Taha Ayat-69 me jadu ke bare me batyagaya ha.
Magic ka ilaaj Treatment: - Magic ka ilaaj possible ha is bare me apko some tips hum de rahe ha but aap achche expert se ilaaj karaen to better hoga.
 
Magic it mean jadu se bachne ka first ilaaj to ye ha k aap Need and clean rahe, Pak Saf rahe is se jadu ka asar asani se nahi hota because jadu ek gandagi ha to aap Pak saf need and clean rahenge to Magic ka asar hona asan nahi ho ga and agar magic ho gaya ha to bhi clean it mean saf-safai se rahe is se Magic ka ilaaj mumkin ha it mean magic ka treatment possible ha.
 
Surah Baqra Quran ki ek surah he is ko home me (ghar me) padha jana bhi better hota ha specially Surah Baqrah ka last ruku.
Khajoor ke khane se bhi magic ka asar kam hota ha H. Muhammad S.a.w. ki ek hadis me bataya gaya ha k subah-saver nihar Munh 7 (seven) khajoor khane se us din koi zahar and magic jadu nuksan nahi de sakta. It is very important, because jab body kamzor hoti ha to bimari asani se gherleti ha.
 
Night me sote time daily Quran ki char kul se start hone wali surah ko padh kar apne upar dam kare. It is very best for safety.
Note: - ye normal ilaaj ha agar is se jadu ka asar khatam na ho to kisi better and good knowledge wale Alim se ilaaj karae.

2 comments: