Bhoot Chudail aur jinn jinnat in Hindi In Urdu new post
This blog about Bhoot chudail and Jinn innat. Normal language me Bhoot and Chudail word ka use zyada kya jata ha. many people in bato par believe nahi karte is ka ak bada reason yeah ha keh Bhut chudail ke bare me logo ne yeah bat jodh rakhi ha ke jo log mar jate hain un ki atma bhatakti ha and Aurat ki atma ko chudail and mard ki atma ko bhoot kaha jata ha. But I think it is wrong matlab yeah keh yeha bat galat ha actual me Bhut chudail ki apna different world (alag Duniya) hota ha. but don’t worry in ki taqat se insano ko human ko darne ki zarurat nahi ha.Arabic language and Urdu language me Bhoot and Chudail ko jinn or jinnat kaha ja sakta ha. jinn aur jinnat me mard and aurat it mean woman jinn (chudail) and man jinn (boot) dono hote ha. But yeah bat achchi tarha samaj lijye ke yeah man and woman I mean insano ki Atma (Ruh) nahi hoti ha in ki apni Duniya and family hoti ha.
Agar bhoot chudail I mean jinn jinnat kis insan ko (woman and man) ko pareshan kare lag jaye to is ka ilaaj expert Alim kar sakte ha it is not impossible problem, but aksar yeah problem mind problem hoti ha matlab yeah keh aksar loog zyada bhut pret ki bate karne ki wajah se is type ki problem ko mehsoos karne lagte ha actual me aisa easy nahi hota so confident rahe. Agar koi bhut chudail se aap ko draye to dare nahi. Yeah jinn jinnat ka world alag hota ha jo easy tariqe se man woman ko pareshan nahi kar sakte. Human mind is more powerful vs. jinn (bhut).
No comments:
Post a Comment