Wednesday, June 18, 2014

Kya alien hote hain? new post in hindi in Urdu

Kya alien hote hain? new post in hindi in Urdu

Many boys and girls yeah question karte hain keh “Do Aliens Exist ?” matlab kiya aliens hote hain? or nahi?
Yeah question ak aisa question ha jiska koi confidential answer nahi diya ja sakta ha But recently kuch scientist nay ye kaha he keh World me duniya me aliens exist karte he but is ke bare me scientist bhi koi solid saboot pesh nahi kar paye he.
Is bare me ak ray yeah bhi ho sakti ha keh “Jinn” jo dikhai nahi dete ha who hi Aliens samjhe jate ho un ki duniya ne bhi Insani world ki tarha Aeroplane, helicopter etc. bana  lye ho and jistrha insan technology ke use se earth se other planet par gaya ha I mean jaisa scientist batate ha keh insan chaand par and mangal grah (planet) par ho kar aa chuka ha same is tarha ha yeah bhi possible ha ke “jinn” hi Ufo ka use kar rahe ho. Behar hal it is only a opinion. Sachchai kya ha abhi kuch kaha nahi ja sakta.
An important bat yeah ha ke Aliens ki Duniya ki possibility bhi ho sakti ha because Islamic book Quran me many time is world ke sath sath other world ka zikar bhi kya gay ha I mean duniya word ki jaga Duniyaon word ka use kai jagah quran me milta ha. is tarha ha insaan ke sath saht other makhook (jandar chizo) ka zikar bhi quraan me milta ha. is bat se is bat ki aur ishara ho sakta ha ke Aliens ho. Is question par it mean Alien ke topic par more research ki ja rahi ha. koi solid evidence agar human ko hath lagta ha to world me ak new knowledge ka izafa hoga.

1 comment:

  1. bilkul saboot hamare samne hi hain.. haal me hi ki gai rechearch se kafee jankari mili h.. jaisa ki paru me naska lines egypt me pyramids ka calculation se banna jo ki bilkul mumkin hai.. ki pyramids earth par mosham ka mentenance k liye banaye gaye ho. ham aaj bhi itne viksit jeev nahi. magar maine apne anubhav se ye jana hai. ki praacheen samay me alience aate the. or unhone ne hi hamare itihaas ki buniyad rakhi.

    ReplyDelete