Black magic is real or fake? Magic Prevention tips in Hindi
in Urdu
Magic ke baare me Quran ki Surah Baqrah Ayat No. 102 me
zikar aya he aap is ko Quraan me read kar sakte he he. Is Ayat ke according
magic hota hai. Magic means in Urdu “Sehar” in Hindi language “Jaadu”. Jaadu
hota he and iska knowledge laogo ko Farishto ke zariye diya gaya and yeah keh
kar diya gaya ke yea logo ke lye Azmaish he, This knowledge is to the
examination purpose for human. Quraan me
yea baat clear kar di gai ke koi bhi magic, magician I mean Sehar, Jaadugar Allah
ki permission ke bina kisi bhi Mard or Aurat ka kuch nahi bigad sakta he. Magic
or Jaadu ko Islam me jaaiz nahi mana jata. Magic is not allowed in Islam.
Black Magic Means:-
Black Magic is a kind of magic. Black magic ko Urdu me sifli
ilm and Hindi me Kala Jaadu kehte he. Ye Gande tariqo se kya jata he. Black
magic ka mostly bad effect dalne ke lye, logon ko nuksan pahunchane ke ley,
miya biwi me jahagda, Judai, paida karne ke lye black magic ka use kya jata he.
Black magic is mostly use for bad effect on human.
Black Magic ka use karne wale magician kale jaadu ke use ke
lye Shaitaan ko I mean shetan Jinno ko khush karte he. Is ke lye who ghair
Islamic way use karte he. Kuch different type ke Ajeeb o gharib word Mantra use
karte he. (Jinnat ke bare me more read kar ne ke lye is link par jaye)
Magic is exist or not:
Magic ki reality ko kuch is tarha samjha ja sakta he ke “if
someone comment on you. You feel an effect. If comment is badly you feel bad
feelings. If comment is well you feel good feelings. Yani Agar koi aap ki
buraai kare to aap ke mood par, mind par, body par is ka effect (Asar) padta
he. Is tarha agar koi aap ki tareef kare to aap ke mind, mood and body par is
ka achacha effect padtha he aap achcha feel karte he. Agar koi aap ko dante to
aap ka mood off ho jata he. Kuch is type ki condition hi Magic ki hoti he. Kuch
log is ko fully Deny karte he aisa nahi he. Agar aap science
ki baat kare and aap educated he to hypnotize ke baare me jante hi honge, Magic
ki aik apni field he.
Kuch Magic to Trick hoti he, Yani only “Nazarbandi” is
ka means yeah ke logo ki Ankhe reality
ko kuch time ke lye dekh nahi pati.
Magic ke through magician ladkiyo ko apni taraf attract karne
ka dawa karte he, is ki example kuch is type ka he jaise magnate and iron. “Magnate”
(chumbak, Maqnatees) like an iron yani dikhne me Lohe ki hi tarha hota he but
us me iron ko apni aur attract karne ka power hota he. But is me ye baat bhi
important he ke magnate iron (Lohe) ko hi apni taraf kheencha sakta he. Wood
yani lakdi ya plastic etc. ko attract nahi karta. It is only work on iron. It
means Jaado ka Asar her human (Mard, Aurat) par ho aisa nahi he.
Magic exist karta
to he but her ksi par nahi.
Jaadu se Bachaow kaise Magic Prevention? How to avoid magic?
Magic Prevention:-
Magic se, Jaadu se Danre ki koi zarurat nahi he. Magic ke Asar
se bachne ke lye daily night me sote time Surah Naas (qul Aauzu birabbin
naas………..Akhir tak puri) padh kar k Apne Hands (hath) par phonke and phir apne
hands ko apni body par pherle.
- Magic se bachne ke lye zaruri he ke her time Paak saf rahe, need and clean rahe. Pak saaf rehne ko Allah pasand karta he.
- Recite Quran daily in your home. Apne Ghar me Daily Quraan padhe. Especially “Surah Baqrah ka Akhri Ruku” magic privation ke lye better he.
- 5 time Namaz ki pabandi kare. It is very better for prevention magic.
- Read Bismillah yani her kaam ki starting se pehle Bismillah Zaroor padhe.
This is some tips for Magic treatment and Prevention of Magic.
Jaadu ka iaj and jaadu se bachaw k liye upar digai tips ka use kare. Inshallah
fayeda hoga.
Great info, thanks for sharing.
ReplyDeleteAyahuasca healing retreats
Ayahuasca center
Ayahuasca healing
Real Black Magic Specialist is Best Service in Kerala , Mangalore We Are Professioanl Astrologer Pandit Ayush Sharma Ji We Solve All Problems in 2 Hours
ReplyDeleteReal Black Magic Specialist
Black Magic Specialist
Black Magic Specialist in Kerala
Black Magic Specialist in Mangalore
Disha Parmar की सम्पूर्ण जीवनी और Full Biography हिन्दी मे
ReplyDeleteदिशा परमार (जन्म 11 नवंबर, 1994) एक भारतीय अभिनेत्री और मॉडल है। उन्हे सबसे ज्याद स्टार प्लस की टेलीविजन श्रृंखला प्यार का दर्द है मीठा मीठा प्यारा प्यारा और ज़ी टीवी की टेलीविजन श्रृंखला वो अपना सा में नेतृत्व भुमिका निभाने के लिए जाना जाता है।
Read More...