Tuesday, February 3, 2015

Black magic is real or fake? Magic Prevention tips in Hindi in Urdu

Black magic is real or fake? Magic Prevention tips in Hindi in Urdu

Magic ke baare me Quran ki Surah Baqrah Ayat No. 102 me zikar aya he aap is ko Quraan me read kar sakte he he. Is Ayat ke according magic hota hai. Magic means in Urdu “Sehar” in Hindi language “Jaadu”. Jaadu hota he and iska knowledge laogo ko Farishto ke zariye diya gaya and yeah keh kar diya gaya ke yea logo ke lye Azmaish he, This knowledge is to the examination purpose for human.  Quraan me yea baat clear kar di gai ke koi bhi magic, magician I mean Sehar, Jaadugar Allah ki permission ke bina kisi bhi Mard or Aurat ka kuch nahi bigad sakta he. Magic or Jaadu ko Islam me jaaiz nahi mana jata. Magic is not allowed in Islam.

Black Magic Means:-

Sunday, October 5, 2014

How to overcome fear? Bhoot ka dar kaise door kare? In Hindi

How to overcome fear? Bhoot ka dar kaise door kare? In Hindi
 

Questions about overcome fear: - Bhoot (ghost) se darlagta he kya kare? Or Pret atma ke dar ko kaise control karein? Jinn jinnat se Dar ko kese kabu me kara jaye? Dar ko kaise dur kiyajaye? (Hindi me and Urdu me answer de) Is type ke question some person karte he, let’s find out this question’s answer.
Bhoot and jinn ke dar ko door and control karne ke lye is bat ko samajh le ke “We are human. Human is always best in the world. So you are brave. You are wise person.” Matlab yeah ke Malik ne insan ko world me sabse best banaya he. Bhoot jise English me Ghost or phantom kehte he jis ke bare log different views rkahte hain Koi kehta he bhoot hote he and koi kehta he ke bhoot pret (Ghost, phantom) nahi hote to aisi chizz ke bare me Dil me dar rakhna and inse afraid hona right nahi he. Agar aap yeah kahe ke marne ke bad, after death oos person ki Ruh and Atma bhoot bankar logo ko nuksan de sakti he to is baat ko main and many expert sahi nahi mante he aisa kuch nahi hota he. Hume in se darna nahi chaiye.
Bhuto and pretatmao se Dar kab aur kiyo lagta he? This is a question.
Firstly hum is question ke bare me bat karte he ke Akhir Bhoot se Dar kab lagta he and kion? To is ka answer yeah he ke Bhoot, pret jinn jinnat se Dar zyadatar tab hi lagta he jab aap single ho, Night ho I mean raat me jab aap akele ho tab, hi fear of phantom feel hota ha dar lagta he but jab koi person kisi market and public place me Din ki roshni (day light) me ho tab use bhoot ka dar bilkul hi nahi lagta he yeah feelings many guys ki hoti he. Fear of ghost, Bhoot ka dar isi tarha jinn jinnat ka dar is lye bhi lagta he ke hum inke bare me bahut zyada bate kare I mean yeah Dar tabhi lagta he jab Hum Jinn Bhut ke bare me friends se ya other person se is topic par discuses kar rahe ho, Ya phir hum apne mind me Jinn bhoot pret ki bate soch rahe hon and imagine kar rahe ho.
 

Tips to overcome fear: - Dar ko door karne ki tips -
  1. Jab aap kis room and place par akele ho, Single ho to Light on Rakhe. Roshni hone ki wajah se apke Mind me bhoot ki image nahi bane gi and drawne khyalat nahi aayenge is tarha aap ka dar door ho jayega.
  2. Jab bhi Bhoot pret and jin-jinnat ke bare me, ghost ke bare me friends se or family me discussion kare to us time apne aap me confidence paida karne wali bate bhi kare, Bhoot pret ko lekar Jhoti and fake story na khud sune na logo ko sunaye. Your will power is also important in this condition.
  3. Aap jis bhi religion (Dharm, Mazhab) ke ho apne mind, brain se dar nikaalne ke lye and apne aap me confidence paida karne, will power growth ke lye apni Holy Book (pavitra pustak and paak kitab) ko read kare, agar aap Muslim he to Quran ki ayaat and 4 Kul Surah ko padhe especially Surah Falaq (Kul aauzu birabbinnas…ki tilawat kare) Read in a loud voice, buland awaaz se padhe. Dar khatam ho jayega. in. Reading Holy book is the best in this situation.
  4. Jab bhi preyt bhoot ka Dar, fear feels ho and kisi palace par bhoot pret jinn nazar aarahe ho to apne aap ko yeah samjhaiye k This is only a phobia. Yeah sirf Vaham he ek phobia he isse zyada kuch nahi. My think is “jinn to hote he but her kisi ko nazar nahi asakte.” And marne ke bad koi bhi Insan Bhoot nahi banta he. This is not a truth. It is only a mind’s phobia. I repeat “this is not a reality this is only a phobia.
  5. Night me sote time and normal life me Other topic par books ko read kare, jab aap achchi kitabe padhenge and doosre New topic par books ko read karenge to aap ke mind se Dar nikal jayega. Agar aapko fear, dar mehsoos ho raha ho to mind divert karne ke lye mobile, computer, internet etc. par koi funny video ya kisi relegious person ke motivational lecture ke Videos, audio dekhkar and sun kar bhi mind se Fear it mean Dar, Ghbrahat, Khauf ko dur kar sakte he.
  6. Agar aap me thodi Himmat Dare and confidence ho to jis dark place par aap ko Bhoot and prait or jinn jinnat nazar aarahe ho to God se supplication (Malik se Duaa, prathna) karte huway us dark place par koi Torch, candle lekar or light on chalo kar ke check karne chale jaye. This is a best way to overcome fear.
Conclusion: - Dar ke age jeet he. Yes, Overcome fears I mean Dar par niyantran, kabu pane ke lye zaruri he apne will power ko increase karna apni say your self “I am not afraid.” Jinn and jinnat, bhoot and pret, ruh and atma yeah sab mera kuch nahi bigad sakti because I am a powerful person. Jis tarha a man Horse ko control kar horse ride karta same is tarha aap apne Fear I mean dar ko control kar us par swar ho jaiye. Jis baat se dar lag raha he us ko face karne ka mind bana lijiye kahi. All human is very powerful. Humans are genius. I can do away fear. I can do ride on fear. This fear is only a phobia. This is not a reality.
Note: - My blog posts are only informational post. I am not a doctor. These are only my opinions. Hum puri koshish karte he ke blog readers ko sahih, right jankri dijaye but phir bhi ghaltiya hone ke chance hote he is lye aap apne tor se jankari ki sachchai ko janche I mean self check zarur karle. Blog owner and author kisi bhi damage yani kisi tarha ke nuksan ke liye zimmedar nahi (not responsible) hain.

Wednesday, June 18, 2014

Kya alien hote hain? new post in hindi in Urdu

Kya alien hote hain? new post in hindi in Urdu

Many boys and girls yeah question karte hain keh “Do Aliens Exist ?” matlab kiya aliens hote hain? or nahi?
Yeah question ak aisa question ha jiska koi confidential answer nahi diya ja sakta ha But recently kuch scientist nay ye kaha he keh World me duniya me aliens exist karte he but is ke bare me scientist bhi koi solid saboot pesh nahi kar paye he.
Is bare me ak ray yeah bhi ho sakti ha keh “Jinn” jo dikhai nahi dete ha who hi Aliens samjhe jate ho un ki duniya ne bhi Insani world ki tarha Aeroplane, helicopter etc. bana  lye ho and jistrha insan technology ke use se earth se other planet par gaya ha I mean jaisa scientist batate ha keh insan chaand par and mangal grah (planet) par ho kar aa chuka ha same is tarha ha yeah bhi possible ha ke “jinn” hi Ufo ka use kar rahe ho. Behar hal it is only a opinion. Sachchai kya ha abhi kuch kaha nahi ja sakta.
An important bat yeah ha ke Aliens ki Duniya ki possibility bhi ho sakti ha because Islamic book Quran me many time is world ke sath sath other world ka zikar bhi kya gay ha I mean duniya word ki jaga Duniyaon word ka use kai jagah quran me milta ha. is tarha ha insaan ke sath saht other makhook (jandar chizo) ka zikar bhi quraan me milta ha. is bat se is bat ki aur ishara ho sakta ha ke Aliens ho. Is question par it mean Alien ke topic par more research ki ja rahi ha. koi solid evidence agar human ko hath lagta ha to world me ak new knowledge ka izafa hoga.

Sunday, June 8, 2014

Bhoot Chudail aur jinn jinnat in Hindi In Urdu new post

Bhoot Chudail aur jinn jinnat in Hindi In Urdu new post

This blog about Bhoot chudail and Jinn innat. Normal language me Bhoot and Chudail word ka use zyada kya jata ha. many people in bato par believe nahi karte is ka ak bada reason yeah ha keh Bhut chudail ke bare me logo ne yeah bat jodh rakhi ha ke jo log mar jate hain un ki atma bhatakti ha and Aurat ki atma ko chudail and mard ki atma ko bhoot kaha jata ha. But I think it is wrong matlab yeah keh yeha bat galat ha actual me Bhut chudail ki apna different world (alag Duniya) hota ha. but don’t worry in ki taqat se insano ko human ko darne ki zarurat nahi ha.
Arabic language and Urdu language me Bhoot and Chudail ko jinn or jinnat kaha ja sakta ha. jinn aur jinnat me mard and aurat it mean woman jinn (chudail) and  man jinn (boot) dono hote ha. But yeah bat achchi tarha samaj lijye ke yeah man and woman I mean insano ki Atma (Ruh) nahi hoti ha in ki apni Duniya and family hoti ha.
Agar bhoot chudail I mean jinn jinnat kis insan ko (woman and man) ko pareshan kare lag jaye to is ka ilaaj expert Alim kar sakte ha it is not impossible problem, but aksar yeah problem mind problem hoti ha matlab yeah keh aksar loog zyada bhut pret ki bate karne ki wajah se is type ki problem ko mehsoos karne lagte ha actual me aisa easy nahi hota so confident rahe. Agar koi bhut chudail se aap ko draye to dare nahi. Yeah jinn jinnat ka world alag hota ha jo easy tariqe se man woman ko pareshan nahi kar sakte. Human mind is more powerful vs. jinn (bhut).

Sunday, May 11, 2014

Kya jadu hota ha? is magic really? Ilaaj In Hindi In Urdu

Kya jadu hota ha? is magic really? Ilaaj In Hindi In Urdu 

Magic jise Urdu Hindi me Jadu kehte ha Arabic language me ise “Sahar” kaha jata ha. Agar aap ka question ye ha k kya jadoo hota ha to yes Jadu Hota ha it mean magic real me hota ha. But don’t worry aisa nahi ha k is jaadu se dara jaye. World me takriban her ek chiz ka Tod (treatment) paya jata ha Jadu ka bhi tod, Treatment hota he. But is bat ko bhi mind me rakhe ke some people is ko true nahi mante.

Friday, April 11, 2014

What is Atma ? In hindi



Atma kiya hoti hye? what is Atma?

Meaning of Atma in urdu “Ruh”. Atma ek Hindi language ka word ha is ka Urdu me meaning jaise k humne bataya Ruh hota ha Ruh or Atma insan ke jism me paye jani ali who jaan jo nazar nahi aati but hoti ha and jab wo ruh or Atma or jaan nikal jati ha to insan ki body death ho jaati ha I mean Insan mar jata ha yani RUH or ATMA admi aurat bachcho har kisi jandar me pai jane wali JAAN ko kehte ha.
Ab question ye ha ke atma hoti ha to is ka normal answer to ye ke her insan me hoti ha but agar Atma ka matlab ye lya jaye ke aatma koi bhoot hoti ha ya atma kisi ko dikhai deti ha ya kisi ko mar sakti ha to is ka answer no yani nahi Atma ka matlab ye nahi ko wo koi bhoot ha ya logo ko dra sakti ha.
Islamic concept ki agar bat ki jaye to Atma yani Ruh jab insan mar jata ha to ye Ruh and Atma Allah ke pas yani apne Mlik ke pas I mean apne creator ke pas chale jati ha aur Atma or Ruh tab tak apne malik ke pas rahe gi jab tak ki qyamat na aajaye Qyamat yani last day of world. Jab duniya and pura world destroy ho jaye ga tab tama insano ki atma ruh apne malik ke pas hazir ki jayegi and un ka hisab-kitab hoga bure logo ke sath unki burai ka anjam and bhel aur nek logo ke sath unki nake ke anjam ke tor se jannat and jahnnam I mean nark or suwarg diya jayega.
Isi tarha other religion me bhi atma ko lekar apne apne consept ha jo research ka topic ho sakte ha.

Wednesday, January 29, 2014

jinn ya jinnat ki suhagraat

What is jinn: jinn ya jinna ki suhagraat

Jinn ya jinnat ki suhagraat ke topic I mean title se meri murad 2 type ki ha ek ye ki jin logo ki suhagraat me bismillah nahi padhi jati to wo suhagraat unki na ho ke jinn yani jinnat ki suharaat ho jati ha is tarha shaitan jinno ko aurto ke sath nai Dulhan ke sath sex yani humbistari karne ka muqa mil jata ha.
If you not want your biwi share jinn so your read bismillah befor humbistari you understand. Yani ye ke ek bnawti kahan ye ha ke ek ladki thi jiski wedding ek mard se hui but wo dindar nahi tha jab wo room me inter hua to us ne bismillah nahi padhi and jab usne apni wife I mean biwi se mubashrat sex shuru kya to us ne bismillah nahi padhi is tarha us ki biwi ke sath shaitan jinn ne suhagraat mani.
Suhagraat ki rat special tor se mubashrat I mean sex se pahle Bismillah padhni chaiye is tarha shaitan jinn apki wife ko share nahi karega yani mubashrat sirf aap hi karge but aksar log bismillah nahi padhte is tarha jinnat ko suhagraat bnane ka muqa mil jata ha.