Jnnat se darna nahi chaiye
Jinn ki bate sunkar akasar insan dar jatey hain. Raat me
unhe jinno ka dar lagta he. Bhoot ki baton se darte he. Unhe ajib ajib chere
dikhai dete hain. Jab ke ye ek haqiqat he ke jinn unhi logo ko darate he jo
darpok hote he yani jo insan bhadur aur allah par yaqen rakhne wale hote he
unhe jinn nahi dara pate. Aur ye bhi schchai he ke jinn khud insano se darte
he. jese hum dekhte he ke hume kisi janwar jese chipkali se dar lagta he jabke
wo chipkali khud hum se darti he. aisa hi mamla jinn aur insano ka he. hum
jinnat se darte he jabke khud jinnat insano se darte he.
Jinn ka dar agr ho to (jinn bhgane ke liye ye padhe) charon Qul yani :-
1. surah iklas : (qul huwallahu ahd allahussamad)
2. surah falaq : (qul auzubirabbil falaq)
3. surah kafiroon : (qul yaayuhalkafiroon)
4. surah nas : (qul aauzubirabbin-naas)
padh lena chiaye aur apne hathon par dam kar ke hath apne
jism par pher lena chiaye inshallah jinno ka dar door ho jayega. Insahalla shaitan
jinn bhag jaiga. Ye jinn bhgane ke liye behtar he.
maShaAllaH
ReplyDelete