Tuesday, September 24, 2013

Kind of Jinnat in hindi

Kind of Ghost


Kind of Ghost : -  jinnat ya jinn ki ktne roop ya kisme hoti he ?
Ek mashoor kitab Hyatul Haevan me ek hadis likhi he jisme likha he ke huzur sallahu alyhiwasllam ne farmaya :- allah tala ne jinnat ko 3 qismo par paida kiya he -

First: -ek qisam jinnat ki wo he jo Hshratul arad (yani zamini kide) ki shakal me hote hain. 
Second: - (dosri qism wo he) Jo hawa me hawa ki tarha rehte hain. Third: -Tisri qism jinnat ki bani aadam (adm ki aulad yani insan) jaesi he.

Hum pehle bhi likh chuke hain ke jo bat hum likh rahe he wo final na samjhe ye humari tahqia aur study ke mutabiq he aap in ki theqiq zaroor karle.

Agr hum se likhne me koi ghalt baat byan ho jaye to hume comment ke zariye batye hum use durust karlege.

1 comment:

  1. Maternity & Child Care: Surgical Tissue Removal - TITanium
    Maternity & Child Care: Surgical Tissue Removal. titanium security Surgical Tissue Removal. titanium cup All-in-one trekz titanium headphones tissue nipple piercing jewelry titanium removed, plus tissue nano titanium by babyliss pro for a treatment.

    ReplyDelete