Sunday, September 15, 2013

kiya punarjanam hota hai ? yani dobara se janam our jinnat ka rol in islam

punarjanam ki asal me hqiqat ye hai. ke jinno yani jinnat ki umar kai kai sal hoti hai. jab ek jin kis makan ya kisi jagah me rehta hai to wo un me rehne wale ya unke aspaas rehne wale logon ko pehchan ne lagta hai our unki poori jankari us jin ko ya jinnat ko hasil ho jati hai. ab kunke jinnat ki umar insan ki umar se kai guna badh kar hoti hai is liye un logon ke marne ke baad bhi wo zinda rehte hain our ek ke bad doosri peedhi tak bhi wo zinda rehte hai. is tarha kai bar sharee our shaitan jin kis guzre zamane ke shaks jiske bare me unko poori jankari pehle se hoti hai uske janam yani dobara paidaish ka ek jhota dawa karte hain. our uske liye kai aise jankari dete hain jo marne walon ke bare me sahi hoti hai take log unki baton par ykeen kar len.

No comments:

Post a Comment