kiya jinn insano ko dikhai dete he ?
Aam torse insan jino ko nahi dekh sakta he. Sirf chand log
jo kisi kahs ilm our qudrati torse jino ko dekhne ki takat rakhte hon.
Ek sahih hdis munad Ahmad wa Abudaud me sanad ke sath riwyat
he “agar tum raat ko gadhe ya kutte ki awaz suno to allah ke zariye shaitatn se
panah mango is liye ke gadhe aur kutte aisi cheeze dekhte hain jinhe tum nahi
dekhsakte.”
Is baat se ye bat sabit ho jati he ke kuch janwar jese gadhe
aur kutte jino ko dekh sakte hain.
Since ne is baat ki bhi tahqiq ki he ke kai jandar janwar
aise he ke wo chize jo aam insan nahi dekh sakta wo bhi dekh lete hain.
Is ke alawa ek aur hadis jo Ayatl Kursi ki fazilat me ati
he. Jis ka mafhoom kuch istarha ke ek jagah ek mal dolat rakhi hui thi jiski
chori karne ek shaks aya un sahabi ne jo mal ki hifazat karrhae the us ko pkad
liya to usne badi majboori btai aur ainda choti na krne ka wada kr ke chala
gaya. Doosre din allha ke rasool ne un sahabi se pooch ke kal raat tumare qidi
ka kiya hua? To un sahbi ne btaya ke aisa aisa ho aur usne wada kiya he ke ab
chori nahi krega is baat par muhammad s.a.w.s. ne farmaya ke wo jhota he…….ye
hadis ek poor aur lambi hadis he maine yahan is hadis ka mafhoom byan kiya he
poori hadis ke liye hadis ki kitabe dekhen.
Garaz ye ke is hadis se jo baat samne aati he ke kuch log
insano me se aise bhi hote he jo kisi aise jin ko jo insano ke bhes me roop
agar samne ajaye to use dekhlete hain.
No comments:
Post a Comment